Aakhri Ishq (LYRICS) - Jubin Nautiyal

31 Просмотры
Издатель
Aakhri Ishq Lyrics
Main Na Raha, Mere Baad Mein
Milega Na Ishq Yahan
Wo Ishq Jo,
In Dono Jahaan Ke Bhi
Na Mile Darmiyaan

Saaya Hoon Main, Main Saans Hoon
Tere Saath Hoon Main,
Jaayegi Ab Tu Jahaan

Main Na Raha, Toh Kya Hua
Tere Paas Hai Ishq Mera
Jo Main Na Raha, Toh Kya Hua
Main Aakhiri..
Main Aakhiri Hoon Ishq Tera

Main Na Raha, Mere Baad Mein
Milega Na Ishq Yahan
Wo Ishq Jo,
In Dono Jahaan Ke Bhi
Na Mile Darmiyaan

Tu Hi Rahegi, Tu Na
Main Na Raha Toh
Aangan Aankhon Mein Soona
Main Na Raha Toh
Sheesha Jo Dekho Toh
Bheege Baalon Ko
Mere Haathon Se Chhoona
Main Na Raha Toh...

Bahut Khoob Hoon Bahut Khaas Hoon
Abhi Paas Hoon
Toh Poori Karen Dono Daastaan
Bahut Khoob Hoon, (Bahut Khoob Hoon)
Bahut Khaas Hoon, (Bahut Khaas Hoon)
Abhi Paas Hoon
Toh Poori Karen Dono Daastaan

Ye Daastaan Teri-Meri
Koi Bhi Na Jaane
Sach Hai Ya Sach Ka Gumaan

Main Na Raha Toh Kya Hua
Tere Paas Hai Ishq Mera
Jo Main Na Raha Toh Kya Hua
Main Aakhiri..
Main Aakhiri Hoon Ishq Tera

Main Na Raha, Mere Baad Mein
Milega Na Ishq Yahan
Категория
Тексты песен
Комментарии выключены